Honey

Friday 28 February 2014

nazm.in charon deshaom mein...

in charon deshaon mein
saree kehkshaon mein
ik sarab behta ha
tera naam rehta ha
neeli neeli hawaon mein
shabnmi ghtaon mein
ik saroor behta ha
tera naam rehta ha
tummah khabar ha nhi
k too hi too ha hr kahin
ma nahi kahin nhi

No comments:

Post a Comment