Honey

Thursday 26 December 2013

Nazm : khamoshi...

mujha khamoshi achi lagti ha
jahan taraa khyal ki hawa chalaa
jahan taraa naam ka dyia jalaa
jahan taira zkr pa  phool khilaa
jahan punchi aa aa tujh se milaa
jahan log chain ki neend soyaa
aur funkar qadar ko na royaa

No comments:

Post a Comment