Honey

Friday 6 December 2013

Article: Qiblataan



Macca ma qiam k  doraan Nabi Paak na 13 saal Baat ul Maqadis ki traf mun kr k nmaz pri hijrat k baad b 17 mahina Baat ul mqadis hi ki traf mun kr k nmaz prta rha yahudi kahta muslimano ko ibadaat ka tareeqa hi maloom nhi vo hmara qibla ki traf mun kr k namaz  prtaa ha Nabi Pak s.a.w in bato sa azrda hota ak dn Hazrat jibriel tashrif laya to ap s.a.w na arz ki Allah taala sa request kraa k vo khaana e kaaba ko hmara qibla bna da  vo kuch dno baad aya to ap s.a.w  nmaz praa rha tha  uno na ap ko khana kaaba ki traf mun krna ka hkm dya chnacha ap na nmaz k doraan hi khanna kaaba ki traf mun phair lya  siahaba na b bghair jjak k mun khana kaaba ki traf kr lya sath hi ayat nazal huee hm ap ka mun ka asman ki traf uthna dakh rha ha es lya hm tmara rukh us qibla ki traf kya jo hq ha tmara rab ki traf sa aur Allah sa kuch chupa nhi ha  jews phir tnkeed krna lga to Allah na frmaya Tmam smtaa Allah ki ha aur vo jisa chahta ha seedha rsta dkhata ha....jews ka ak group ap s.a.w  k pas aya aur kahna lga  ap 14 saal baat ul mqdas ki traf mun kr k nmaz prtaa rha  ya sahee tha lekin ab ap na mun  phair lya ha aur galat rsta pr chla gya ho es ka jwab Quraan ma dya gya.smta to Allah ki ha jb vo behtr smjta ha tma mashriq ki traf mun krna ka hkm data ha  aur jb behtr smjta ha mghrib ki traf mun krna ka hkm data ha  aur jb chaha ga in dono smto k ilawa teesre traf mun krna ka hkm b da ga ya us k kam ha tm apna eeman khrab na kro  Ap s.a.w  na khd b jews ko yoo smjaya k dakho k Allah  mind change nhi krta vo wqt ka mtabiq vo krta jo tmhara lya behtr ha  js tra doctor  patient ko hdayt krta ha to patient ko chaya k us hidayat pr dil sa amal kra chaya vo hdayat usa apni aql sa achi na lga tbi vo seht yab ho ga  aur Allah k kam us pr chor da us ma dkhl na da tnkeed na kra blka dil o jan sa manaa  Allah behtr janta ha jo mjha maaloom tha ma na byyan kya Allah qbool frmaya  aur khta huee ho to rehnmaee frmaya  ma na htulimkan sahi byan ki koshsh ki bat mkhtsr ki  is lya commas nhi lgaya  phir b glte ho to nshan dhi frmaya  ...

No comments:

Post a Comment