Hazrat Omar RA vo khsh naseeb sihabt ha
jn ka islam lanaa ki Nabi pak na khud dua frmayi aur uni k baara ma
arshad hua k jo zman e jahliat ma acha tha vo zmana e islam ma b achaa
ha Hazrat Omar r.a Macca k in 17 afrad ma tha jna lkhna prna aata tha
Ap ba hd khubsoort lmba phurtila aur broad thaa.Ap ki baat ko bra wzn
dya jata tha.Fahm o frasat ma ap ka koi sani nhi tha bahad bahdur aur
bold tha.Kufr ki halt ma Omar talwar hath ma lya Hazrat Mohammad ko
marna k eradaa sa ja rha tha k kise na btaya k tmari bhn aur bhnooi
musliman ho gya ha ap logo ko smjata ha tazee sa bhn ka ghr gya bahar
hi tha k quraan ki tilawat ki awaz aaye andr ja kr bhn sa poocha vo dr
gyee kaha hm mian bv baata kr rha thaa Omar na bhn ko zor ka thpr maraa
un ka gaal sa khun bhna lga ya dakh kr Omar nrm pr ya aur bhn sa kahna
lga k dkhao kya par rhi thi vo boli tm ak napak btprst ho ma tma klam e
Allah chunaa nhi doo gi Omar ja kr nhaya aur bhn k pas wapis aya aur
klam e Allh la kr praa aur wahan sa Dare Arqam gya jahan Nabi Pak tshrif
frma tha aur Ap S.A.W k hath pr Islam qbool kr lya.ya nbwat ka 6ta
saal thaa Nabi Pak ap k Islam qbool krna pr ba had msroor hua ap ko
glaa lgaya aur sihaba na itna zor sa Allah o Akbar ka naara lgaya k
Macca ki fzayaa goonj uthi.Hazrat Omar ma qudrti tor pr khair aur shar
ma tmiz ki slahiat payi jati thi ese lya nabi pak na ap ko Farooq(hq o
batil ma frq krna wala) ka laqb ataa kya Ap s.a.w har khas kam ma Omar
sa mshwra krtaa.Omar ko Hazrat Abu bkar r.a k baad khalifa mntkhib kya
gya.Omar ma khalifa bnna sa pahla bohat ghsa thaa lekin khalifa bnna k
baad ap ma ba pnah tahamul aagya .Ap r.a hr wqt ummat ki zmadari k ghm
ma dooba rhta aur frmataa qiamt k dn djla k kinara koi kta b piasa rha
to Allh mja maaf na kra ga Raato ko uth kr bhaas bdl kr logo ka haal
driaft frmata aur un ki zroortaa poori krtaa Ap ki khilafat k das
saaalo ma islami sltnat Arab sa Misar sham palestine iraan aur Turkey k
bra esaa tk phail gyi.
Omar bohat achaa administrator b thaa .Ap na Quraan o Sunnat ko mulk ka aaeen qrar dya ..Bacho aur hajat mndon k lya wazeefa jaree kyaa islami fauj k lya qilaa bnwaya islami culture k frogh k lya nya shehar taamir kyaa aur mzboot bnyado pr educational system bnaya.17_18 hijri ko Hijaz aur shaam ma bohatskht qaht pra Omar r.a na Misa r sa ghlaa k 3 ship mngaya aur zroortmndo ma bant dyaa ap qaht ka dno ma achi khorak na khata ap ko kaha jata k apni sehat ki fqr kra to frmata ma tqlif nhi sahoo ga to nja logo ki tqlif ka ehsas kasa ho ga qht zyda skht hua to logo ko jama kr k ijtmayi dua ki dua khtm na huee ti k barish shroo ho gyee nbwat k 23 saal ap ko ak mjoosi Abu lolo na ap ko zaati ikhtlaf pr shaheed kr dya ap na hzrat Aysha sa Nabi pak s.a.w k sath dfn hona ki khwash ki Aysha na vo gga apna lya rkhi thi lekin Omar ki khwaish pr una da di ak western moarikh k mutabiq Aj b ummat e muslima ko ak oMAR BIN KHITAB MIL JAYA TO UNNA NISHAAT E SAANIA SA KOI ROK NHI SKTA hq MGHFRAT kra ajb azad mrd tha....Allh qbool frmaya Amin ghlti ki nshan dhi frmaya...

No comments:
Post a Comment