Honey

Thursday 12 December 2013

Nazm: HAwain baqrar ha ....


Hawain baqrar ha kuch btana ko
shabnmi  sbzazar ha phir rulana ko
jo tu nhi maraa ghamgusaar kuch b nhi
ya chandni ya chamanzar kuch bhi nahi
jo tu ho jalwa numa to hr shaa sa zndgi phoota
zraa zraa sa hwaidaa ho pyaar tabindgi phoota
agr tu ayaa to shrminda phir bahar na ho
mujha phiraur kisi ka bhi intzar na ho

No comments:

Post a Comment