Honey

Monday 9 December 2013

Article: Walidaan ......

Allama Iqbal says
zindgi ki auj gahon sa utr ataa ha hm
sohbte madar ma tifle sada rah jataa ha hm
  Walidaan wo hastian  ha jin ki waja sa hm jo b ha so ha  un ka ehsaan utarna na mmkin  walidaan vo pehla edara ha jahan hmari shakhsiat bnti aur shqal pkrtee ha  walidaan kasa b hoo vo dnya ma wahid asi hasti ha jo chahtaa ha k un ki aulad un sa behtar ho esee lya Quraan gga gga un sa achaa sluk krna ka hkm daata ha frmaya gya  k tmara  hsn e saluk ki sb sa pehli hqdar tmari man ha aur es k baad bap  aur es k baad  sb rishton ki darja bandi ki gyee Quraan ma kahin nhi zkr k kis  k walidaan na kitna khrch kya ya kis man na apna bcha k kitna naz nkhra uthaya  vo to bar bar ya ehsan yad dilata ha k tmhari man  tma no mahina pait maa la ka phirti rhi  bari tqlif sa tma jna  aur tma  2 saal tk dhood  pilaya   ya chund kaam asaa ha jo  hr man krti ha chaha vo ghrib ho ya amir   hshiar ho ya saada   aur esee nataa vo hsn e sluk ki hqdaar ha..phir arshad hua  k waldain bhooraa ho jaya to unha uf na kaho  dakhna ma aata ha k waldain  bhoora ho kr bohat demanding ho jataa ha ya yoo kahna chayia  k un sa vo kam b nhi hotaa jo ak jwan aulad ki nzr ma bahad aasan hotaa ha to aulad unnah dantti ha   kahawat ha  k  hm chotaa hotaa ha  too kehtaa ha  man maree ha  jb braa hota ha to kehta ha  man taree ha  taree ha ...israil ki ak bree company ka chairman kisi candidate ka interview krta to  zroor poochta k mazhab aur waldain k baraa ma kya khyalat ha  qk jo shkhs apna waldain sa mukhlis nhi  vo dnya k kisi shkhs sa mukhlis nhi ho skta..walidaan agr znda ha to hsn e saluk ka sath un k aram o skun ki dua kra aur faut ho jaya  to un ki maghfirat k lya dua kra ibadt kra sadqa da   naak kam kra tak un ki rooh ko skoon milaa.Alla
h qbool frmaya ..glti ki nshan dhi kraa..duaon ma yad rkha..Allah aalam o bisswab...

No comments:

Post a Comment