Honey

Friday 13 December 2013

honeybee123: Ghazal:asa ajab mza ha

Asa ajab maza ha janoob ki hwa mein
jasa k ik nsha ha mahboob ki ada mein
wo ayia jab bi asa jasaa koi ghta ho
ya yad hi rha na k us sa thi khafa mein
vo ayay ab k aisa k phir na na laut payay
aisa asar ho ya rab meri kisi sada mein

No comments:

Post a Comment