Honey

Saturday 4 January 2014

Ghazal :hoo bareshein khi ...

wohi kia ha janan ik baat hi to ha
aur baat kia ha janan mulaqat hi to ha
hoo barishein kahin aur  sairaab ho koi
ya aur kia ha ishq ki soughat hi to ha
mahe tamam saray reh jaein peechay peechay
ayay bulawa mujh se ko karamat hi to hay
tera bughair kuch b na dil ko bhala lagay
sawan ko kia kroo bus barsaat hi to ha

No comments:

Post a Comment