Honey

Wednesday 9 July 2014

Ghazal:ub teray .....

ub teray bina ay sanam raha nhi jata
is durd e judayi ka sitam saha nhi jata
ro ro k teri yaad ma jaan se guzar jaein
nadia ki trah dheeray se baha nhi jata
sanson ki rawani teri jawani ki qsam hay
juz  tujh kisi se haal e dil kaha nhi jata 

No comments:

Post a Comment