jhanjan bajti ha es mn ma
phool sa khilta hein badan ma
jb jb piya tujha yaad kroon
tray naam ka pyiala bharoon
mun ki murad poori kroon
phir chaha jeon ya maroon
mujha asa rakho qareeb apna
jasa koi raaz ho dil mein
ha mun zor asa pyaar tera
jasa koi chashma ho sil mein
asa teray pyaar ka jwar bhataa
mein beh gyii poori is ki rau mein
muja teray siwa koi chah nahin
mein dekhoo dnyia teri lau mein
piya piya mein krti phiroo
log kahein hein banwaria
tum hi kaho aur ma hi sunoo
mun ki iksha too sanwaria
A tribute to sufi poets of my land the subcontinent Indo Pak.
phool sa khilta hein badan ma
jb jb piya tujha yaad kroon
tray naam ka pyiala bharoon
mun ki murad poori kroon
phir chaha jeon ya maroon
mujha asa rakho qareeb apna
jasa koi raaz ho dil mein
ha mun zor asa pyaar tera
jasa koi chashma ho sil mein
asa teray pyaar ka jwar bhataa
mein beh gyii poori is ki rau mein
muja teray siwa koi chah nahin
mein dekhoo dnyia teri lau mein
piya piya mein krti phiroo
log kahein hein banwaria
tum hi kaho aur ma hi sunoo
mun ki iksha too sanwaria
A tribute to sufi poets of my land the subcontinent Indo Pak.
No comments:
Post a Comment