Honey

Wednesday, 16 April 2014

Ghazal:teray paas...


ao dost mil kr ya doa krein
teray paas hr dum rha krein
doori k sadmay na saha krein
too hr pl ho  ankho k samna
tujha kitab jaan k prha krein
teri deed ki barish ho jub jub
nadia ki trah baha krein
ho ishq to mein ka jgra kaisa
jo kehna ho mil k kaha krein

Tuesday, 15 April 2014

Rubayii

doori ka sadmay
nana chum chum brsein
nadi k kinaray hm
milnay ko trsein
rooh k badal ab
ghnn ghnn garjein

Nazm:doori

doori ka sangeet baja
dil ma ik halchal se macha
hr simt gumano ki
ba qaboo se lehar uthaa
              aa maray mehrm e dil
doori k sadmay seh na payein
teray bina ab reh nhin payein
dil ka haal keh nhi payein
                aa maray mehrm e dil

Tuesday, 8 April 2014

nzm:teri batein...

tery batein suna mah o saal beet gyaa
tujha dekha zmana ho gyaa haa
teray sath ki vo rahtein
mera naseeb thii terii chahtein
teray sung beeti vo saatein
jb kainat thi meray hath mein
jb ak saaz hi tha bj rhaa
srf  tera nrm kalam ka
ak saqi e lala faam sa

Monday, 7 April 2014

nazm:kaash.......

frakh seena srak pr
meray khyaal mein mehv
intazar mein meray
too msalsal phoaar mein bheeg gyia
qlq ha es ka
pr
frakh seena srak pr
meray khyaal mein mehv
intazar mein meray
vo msalsl phooaar
teray badan ko chooa jis na
kaash
mein hoti..

Thursday, 3 April 2014

nazm:arman bhara sapna...

arman bhara sapna jagaa
aur shauq ka ik toofan doraa
dil teray des ma ja niklay
jahan hr dum phool hi khilta hein
aur bhanwray un sa aa milta hein
jahan titlian hur soo mundlati hein
koonjein ggan paa kurlati hein
jahan jheel pa koi geet likhaa
sahil pa khara koi taan bunaa
jahan hr soo teri khushboo ho
jahan hijr ka na ho koi dharkaa
jahan hr soo too hi too ho...
jahan hr soo too hi too ho

Wednesday, 2 April 2014

Rubayiat

jhanjan bajti ha es mn ma
phool sa khilta hein badan ma
jb jb piya tujha yaad kroon
tray naam ka pyiala bharoon
mun ki murad poori kroon
phir chaha jeon ya maroon

mujha asa rakho qareeb apna
jasa koi raaz ho dil mein
ha mun zor asa pyaar tera
jasa koi chashma ho sil mein

asa teray pyaar ka jwar bhataa
mein beh gyii poori is ki rau mein
muja teray siwa koi chah nahin
mein dekhoo dnyia teri lau mein

piya piya mein krti phiroo
log kahein hein banwaria
tum hi kaho aur ma hi sunoo
mun ki iksha too sanwaria
    A tribute to sufi poets of my land the subcontinent Indo Pak.