Honey

Monday 2 June 2014

Ghazal:ik tara tassawar...

Ik tara tasawur ha jo mjha busnay nhi deta
ik us ka jabr ha jo mujha hunsnay nahi data
tufan ma andheray mein bus ak tera naam
kashti meri grdaab may phunsnay nahi deta
hur simt yoo phaila hay chahat ka teri jaal
chehra koi ankhon may juchnay nahi deta
un dekha sa taala ha jo zehn o qalab pur
podon ko chutnaar sa bunnay nahi deta

No comments:

Post a Comment