Honey

Thursday 12 December 2013

Article:Haj k mqasid aur rooh......

On the eve of Haj
.Aur ghor kijia k kya waja ha k aam halat ma to mrdo ko sr dhanpna ka hkm hua mgr  hj k doraan sr nnga rkhna ka hkm q hua  yhi nhi aurto ko bi mun dhanpna sa mnaa frmaya gyaa nbi pak   s.a.w ki hayat ko samnaa rkhaa to pta chlta ha k hj k kyee mqasid haa  es wja sa j ko Islam ka 5 bnyadi arkan ma jga mili  nbi pak joohi zra farigh huaa to umraa ka erada frmayaa  abi Macca ponchaa hi na tha k kuffr na rok lya ap k paas muslimano ki kafi taadad thi chahtaa to jang  krtaa aur Macca bi fateh hotaa aur umraa bi ada lrtaa lekin ap ki nzraa  elaqaa  sa zyad  dilo pr thee  chnachaa ap na sulha hudabia k nam  sa ak muahida kuffar sa kya jis ki zyad tr shrait kuffar k hq ma thi  zyada tr sihaba es muahidaa sa sbki mehsoos kr rha thaa khas tor pr Hazrat Omar  bohat azurda tha  yahan tk k wohee nazil hui k jis ma es moahidaa ko fateh mubeen yani wazeh fateh kaha gya tb Hazrat Omar ko qrar aya Es mhaida ki ak shrt ya thi k agr koi kaffir musliman ho jayaa aur Macca ma rhta ho us ko Madina jana ki ijazt nhi ho gi esee dpran Abu jndl jo musliman ho chkaa tha paon  ma barion kk sath ayaa aur ap k qdmo ma gr gyaa abi muaida likhna gya tha  mgr zbani shrait taa ho  gyi thi sihaba na kaha k jndl ko wapis na kraa lekin ap na waada khilafi sa inkar kya thoraa arsa k baad Macca k kuch no muslim Madina to na gyaa Macca aur Madina k drmian ak mqam pr  rhna lga  baqee no muslim bhi khse taadad ma edr hi aana lga  inno na shaam ki traf jaana walaa qafilon ko lootna  shroo kya a to kuffar na khud hi unna Madina janaa ki ijazt da de dus saal jng na krna k moahida na mulimano ko jng ki fkr sa azd kya aur vo zyda ahsn andaz ma tbleegh e Islam krna lgaa aur unna khud ko izyada organize aur prosper krna ka moqa mila  hijarat k 10wa saal ap  10,000 mslimano k sath madina sa  Macca  rstaa ma doosra elaqo sa b muliman shamil hota gya Macca k bahar hi Ap s.a.w na sihaba ko pahar  ki dahlan pr prao ka hkm dya  aur hr qabila ko apni aag alag roshan krna ka hkm dya taka kuffar pr muslimano ki habat taari ho jayaa abu sfian  Macca sa bahr ayaa to dr gya kahna lga  k aj hmaraa lya koi pnah nhi  sihaba us ko pkr kr Ap s.a.w k paas laya to ap na sfian ko moaaf kyaa aur us k ghr ko amman ki jga kaha  phir niahit aajzi k sath Macca dakhil hua  kisika b khun na bhahia  blka poocha k mj sa kya twaqo rkhta ho kuffar kehna lga k ap shrif ha aur shrif bap k baata ha ap na frmaya jao ma na tm sb ko moaaf kya Macca ayaa  usa bto sa paak kya khutba dya es doraan tqreebn sbhi kuffar eeman la ayaa  .......hj  aalania tor pr Allah sa mohabbat  ka ezhar ha  ..muslimano ki unity ka ezhar ha ..es baat ka ezhar k ma srf  zban aur jsm sa Allh ki ebadat nhi krta   ya krti  blk es k lya apna maal b khrchna aur  sfar ki saoobtaa jhalna k lya tyaar hoo...hj k doraan khuli identity mangi gyee ha ..k khul kr aao Allah ki janib aur apni hazri ka blnd awaz ma eqrar kro ak doosra sa awz milao  ..jasa ak geet ya trana ak bnda gayaa  to aur rang hota ha aur 10 ya 100 ya1000 log gayaa to us ka aur sman hota ha esee tra koi ak bnda khamoshi sa bndgi kra to us ka aur asr aur lakho log bbang e dohl apna rab ki rbboobiat ka eqrar kra to us ki aur hi jazbiat hoti ha  aur ya exposure k sr nnga rkhaa aur kndha bi yqeenn mulimano k josh ko  branaa ka lyaa ha aur na janaa es ki kya kya rmz ha jo hm nhi  smj sktaa  ...sufia kyee mqamaat pr btata ha k Allah k doston ko irfaan ki mnzilan taa krtna k doraan irfaan ka lmha nseeb hota ha vo es lmha sa mshabeh  hota ha jb ak mian aur bv pehli baar ak doosra sa milta ha ....aili zndgi ko Allah na society ki ikai kaha  aur ya ikai toot jaya us family ko  aur us society ko tootna sa koi nhi bcha sktaa ...ya sari ibadtaa insan ko hi jnjorna aur seedha rsta pr rkhna k lya ha ..Allah o aalamo biswab..glti ki nshan dhi kra..aur zra b naki ki baat  mari arz sa pta chla to dua da  

No comments:

Post a Comment