Honey

Tuesday 10 December 2013

Article: Hazrat Yunis Ala salam

Hazrat Yunis ko Iraq ka shehar  Nainva ma Nabi bna kr baija gya.Sahi Bukhari k mutabiqhot ap Matta k bataa tha.Ap ko sahib ul hot(fish ka sathi) kaha gya. Ap na  Nainva k logo ko buton ki prastish sa baaz rehna aur ak Allah pr eeman laana ki taalim de lekin vo baaz na ayaa blka unna bura bhla kaha Hazrat Yunis na un ko Allah k azab sa draya pr un pa ap ki naseehat ka zra asr na hua.Mayus ho kr Hazrat Yunis na  vo shehar  chor dya.Ap ka shahar chorna tha k aasman ka rang tbdeel ho gya jasa usa  aag lag gyee ho  shehr k log dr kr paharo pr char gyaa   unna lga k un pr b Nooh ala isslam ki qaum  jasa azab utrna ko ha vo chikhna lgaa aur pahar un ki chikho sa goonjna lgaa aur pachtana lgaa k unno na Ak Allah ko q na mana. Un ki pashamani pr Allah na un sa azb hata dya. Toofan achanak tham gya aur asman ka rang  neela ho gyaa.
Udhar Hazrat Yunis Ak chota  ship pr swar hua sara din mosam saaf rha raat hotaa hi baada aaa gya  taaz hwaya chlna lgi aur ak jahaz dolna lga musafro sa kaha gya k apna saman phaink da asaa krna pr b jahaz dolta rha phir us wqt k rwaj k mutabiq qurrah niqala gya  jis ma Hazrat Yunis ka nam hi aya  chnacha Hazrat Yunis ko Samandar ma phaink dya gya ..........
sura e Alsiffat ma arshad hua
''aur yaqeenn Hazrat Yunis Allah k paghmbron ma sa tha..jb vo bahri jahaz ma swar hua...to quraa nikala giya aur jis ko samandar ma phainka gia vo ap(Yunis) hi tha ..''
Ap ko joonhi  smandar ma phainka giya ap ko ak whale na nigal liya  aur smandar ki gehraion ma chali gyee ap ko 3 tra ki andhaira dar pash tha ak smndar ki gehrayi,whale kia stomache ki gehrahiaur  raat ki tareeqi Hazrat Yunis ko yqeen tha k ya Allah k hukm sa bhagnaa ka shakhsana ha.Sura e alsiffat ma arshad hua(verse  142)
''machli na apko nigal liya.. aur ap na sara ilzaam apna sar liya..aur agr ap apna rab ki shaan na byaan krtaa...to vo yom e akhirat tk machli ka pait ma hi rehta..
  Ap sara waqt fish k paat ma ya ayat prta rhaa  La  illaha illa unta sbhanaka inni knto manazzlemin..akhir kar fish na ap ko sahil pa aa kr ugal dya ..Ap neem murda  thaa Allah na ap k oopar ungoor ki baal ka sayia kr dya..Allah na ap sa kaha ..k agr ap  moaafi na mangtaa to Allah ap ko yom e akhirat tk k lyaa whale k paat ma rkhta ..  .
Hazrat Yunis Ala salam fish ka stomach ma rehna ki waja sa acid ka asr sa flamed ho gya tha. Ahista ahista  thik huaa to apni qaum ki taraf gya   aur ya dakh kr haraan ho gya k log ap ko khushamdeed kehna  shehr sa bahar aya ha ...unno na btaya k vo ak Allah  ko mannaa lagaa ha ..Ap ya sun kr bohat khush huaa..Ap na apna logo k sath mil kr shukranaa ki nmaz ada ki...sb hnsi khushi rehna lga..Sura e alsiffat ma ayat 98 ma arshad hua
''jab vo  eman la aya to ham na un sa is dniya ma taqlif deh azab hata liya..aur unna kuch dair lutf uthana diya''
Hazrat Yunis kafi arsa apna logo k sath rhaa aur vo Allah ka tabeh farman hi rha..lekin akhir kaar dobara brayi ki traf mail hua aur tabah kr diya gyaa..
kehta ha k Hazrat Yunas ki qabar dria e furaat k kinaraa ha..Nabi pak s.a.w na frmayia ''koi shakhs ya na kaha k ma Yunas bin Matta sa behtar hoo''
.   Allah Aalam o bisswab...galti pr nishan dhi frmaya..duan ma yad rkhaa..

No comments:

Post a Comment