Honey

Friday 6 December 2013

Article: Amn ki Asha......

MA ZYADA TO NHI JANTII pr yad ha qafi arsa pehla kuch jnooni hindu es masjid ko ag lga rha tha phir dakha k es pr char kr es ko toraa ja rha ha aur ya aalan bi ho rha tha k yahan srk bnani ha temple bnana ha  ya masjid to abi b apna shandar mazi ki mzboot nishani ha pr kise b mazhab k manna walon  ki dil aazaree k lya asa kam kya jataa ha Nabi pak s.a.w  asa kamo sa jang k dooraan bi mna frmataa tha ma Pidi ma rhtee hoo sadar ki traf jaya to wahan srak k beechon beech koi khanqah ha srk bnana walon na usa demolish nhi kiya blka srk ma turn dal kr usa barqrar rkha  Islamabad ma Shehnshah Jehangir k zmana k ak gao ko artistic shql ma preserve kr k tfreehgah bnaya gya ese gaon ma ak temple b ha templa ko b asli halat ma preserve kya gya ha aur us ko zroort k mtabiq repair kya gya us ki hifazt ka bndobst kya gya  us ko bhat saaf suthra rkha gya ha ya sb dakh kr Hindu zahiry baat ha khush hoataa ha hm muslim ko b ya
Hindu mandar preserved and enriched by  Pakistani Arists
humanity achi lgtee ha to kahna ya k amn ki Asha tbi poori ho gi jb bahasiat qaum hm  ak doosra k jazbaat ka ehtram karaa  aur ilaqaa jfateh krna k bjaya dil jeetna ki koshish kra  k ainda amn aur khushhali ese bniad pr flourish kra gi Inshallah

No comments:

Post a Comment