Honey

Monday 11 November 2013

Poem / Nazm: Svaraa mun andharaa...

Svaraa mun andharaa....
koi kali jb ksmsatee ha....
tmharee yad atee ha,tmharee yad atee ha...
jab sooraj nqalta ha....
hwa jab srsratee, gudgdatee ha.....
tmharee yad atee ha,tmharee yad atee ha...
yahan sa door es sa bi door....
nadee jab gunganatee ha....
tmharee yad atee ha,tmahree yad atee ha....
karaktee dhoop ma jab sans....
thak kr kpkpatee ha tmharee yad atee ha tmharee yad atee ha....
dhrktaa dil ki ya dharkan,tara nghmaa snaati ha......
tmharee yad aatee ha,tmharee tad aatee ha..

No comments:

Post a Comment