Honey

Friday 29 November 2013

Aa k..

jhan jhan jhnkar ka mosam aya ha
Aa k taraa deedar ka mosam aya ha
maree sb duaya kya ho gyee qabool
ya abhi sirf intazar ka mosam aya ha
mari rat k hmsfro kuch to khbr kro
maut k tlabbgar ka bi mosam aya ha
dhartee sa flak tak hr shaa rang gyee
yad ha tjha tehwar ka mosam aya ha

No comments:

Post a Comment